HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.

Slides:



Advertisements
Similar presentations
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
Advertisements

WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
EK HAKIKAT JEEVAN KI.
Action Plan Name : Rehana Parveen Institute : DA Tooba High School
ARZ HAI !! Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!! (1) Dimag me Ice factory. (2) Zuban par Sugar factory. (3) Dil me Love factory. Phir life.
By: Uzma Tahir Grade: 1 DA Tooba High School Hamare nabi (S.A.W) ne farmaya hai:- “ Safai (paki) nisf eman hai.”
SYED ZULFIQAR ALI ZAIDI KITAB AUR ISKI AHMIAT. INFORMATION Name:Kitab aur Iski Ahmiat Taleef:Syed Zulfiqar Ali Zaidi Publisher:Al Harmain Publishers Pakistan,
Jay Jay prabhu Yeshu Ki (2x)
Daily Lesson Plan Unwan : Kehna Baron ka mano Jamat : Panjam
Day 3.
Document Log Sr. No. TopicChange / Updation Change Date Revision No. 1CSAT Session PPTCreatedDec 1, CSAT Action PPT Report Analysis Added Apr 4,
Santa Singh has answered 12 out of the 15 questions correctly and has used all his lifelines except for - "50-50" and "Phone a Friend". Santa Singh.
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
INSTRUCTIONAL LESSON Nazam jaga jaga Pakistan
DOES EMPTINESS MEANS MISSING UR LOVED ONE BADLY!!!!!!!!
HINDI LEARNING CLASSES
Song > Raja, Raja (King Oh King) > Hindi Christian Song
Hindi Learning : Day 2.
HOTELS Common words Enquiry Services Complaints. COMMON WORDS HOTEL- Yes. Its called hotel in hindi too. Room- kamraa Bed- bistar/palang Mattress- gadda.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Cloves Benefits in Hindi: Anmol Guno Se Bharpur Hai Laung.
HRELATE.COM Hair Fall Treatment in Hindi – Baalo Ka Jhadna Roke.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Acne Scar Removal in Hindi: Chehre Ke Daag Dhabbe Hataye.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
Epsom Salt in Hindi: Swasth ke liye Faydemand Sendha Namak
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.
Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Artery Cleansing Food: Aahar Jo Dhamniyo Ko Rakhenge Saaf.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Thumb Pain: Janiye Anguthe ke Dard ka Treatment aur Causes
HRELATE.COM Walking Benefits in Hindi – Acche Swasth Ke Liye Roj Chale.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta.
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
{ General Funny Jokes m.happie.jetlabs.happie.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Healthy Food for Kids: Baccho Ke Liye Sehatmand Aahar
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
HRELATE.COM Home Remedies for Yeast Infection: Iss Sankraman Ke Upaye.
HRELATE.COM Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se Rakhe Sehat Ka Khayal.
HRELATE.COM Onion Juice for Dandruff: Pyaj Ke Ras Se Dur Kare Balo Ki Rusi.
HRELATE.COM Home Remedies for Hives: Paiye Aasan Treatment Ghar Par.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
Secret poetess world Love quotes and poetries
HINDI LEARNING CLASSES
Brief : Shopclues Seller On-Ground Activation
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Raja, Raja (King Of Kings) > Hindi Christian Song <
Satta Matka Tricks Zone tips formula number chart scheme SATTA MATKA, SATTAMATKA, SATTA MATKA 143, SATTA KING, SATTAKING, SATTA MATKA KING, KALYAN MATKA.
SKILLS COMMUNICATION Dr. Divya Assistant Professor of English
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth

Atyadhik kaam ke bad thakan hona aam baat hoti hai. Lekin yadi yeh thakan bewajah aur lagatar mehsus hone lage to yeh samanya baat nahi hai. Darahsal yeh CFL(Chronic Fatigue Syndrome ) ka lakshan hai. CFL ko ME (Myalgic Encephalomyelitis) ke naam se bhi jana jata hai. CFL ek aesa vikar hai jisme isse pidhit vyakti ko sharir ke kisi bhi hisse mai dard bana rehta hai, susti mehsus hoti hai, saans lene mai dikkat hoti hai aur atyadhik thakan iska mukhya lakshan hai. Shodhkartao ne CFL ke karano ko pata lagaya aur paya ki jab koi bhi vyakti Epstein-Barr Virus (EBV), Human Herpes Virus 6, Ross River Virus (RRV), Rubella, Coxiella Burnetti, aur Mycoplasma mai se kisi bhi teen vikaro se pidit hai to woh Chronic Fatigue Syndrome ki samasya se bhi grast rahega. Yeh bimari vyask aur baccho ko bhi ho sakti hai. Iske lakshano ko sahi wakt par pehchankar iss bimari se chutkara paya ja sakta hai. To aaiye jane Chronic Fatigue Syndrome ke bare mai poori jankari. hrelate.com

Chronic Fatigue Syndrome: Pehchane Iske Karan Yadi hame CFL ke lakshano ko pehchanne hai to sabse pehle apni dincharya aur raat ki neend ki taraf dhyan de. Yadi hame inme hamesha ki apeksha lagatar badlav dikhai de raha hai to iske piche ka karan chronic fatigue syndrome ho sakta hai. Chronic Fatigue Syndrome Causes kai hai. Yadi kisi vyakti ko cancer, thyroid disorders, HIV ya AIDS hai to use iss bimari ke hone ki sambhavana badh jati hai. Iske lakshano ka pata lagane ke liye aaiye jante hai Chronic Fatigue Syndrome Symptoms. Thakan Mehsus Hona Jin vyakti ko yeh bimari hoti hai unme hamesha thakan bani rehti hai. Jaruri nahi hai ki thakan hone ke piche ka karan Chronic Fatigue Syndrome hi ho. Thakan kisi bimari ki wajeh se bhi ho sakti hai Lekin bimari ka illja hone par bhi yadi samanya tour par aapko thakan bani hui ho to yeh CFL ka lakshan ho sakta hai. Kamjor Yadast Chronic Fatigue Syndrome se pidhit vyakti ki yadast kamjor ho jati hai. Vyakti ki yad rakhne ki kshamta itni kamjor rehti hai ki use bolte wakt shabdo ko sochne mai bhi pareshani hoti hai.

hrelate.com Nind Ke Bad Thakan CFL se pidit vyakti apni neend ko pura karne ke bad bhi thakan mehsus karte hai aur apne aap ko tarotaja mehsus nahi kara pate hai. Yeh bhi iss bimari ka mukhya lakshan hota hai. Depression Mandi (Depression) bhi CFL se pidit vyakti mai dekhane ko milta hai. Aese vyakti apne kam ke sahi tarah se pure na hone ki wajeh se bahut jyada pareshan rehte hai. Chronic Fatigue Syndrome Ke Samanya Lakshan Neend na aana Sar mai dard rehna Gale ka sankraman Lyme ki bimari hona Sharir mai aur jodo mai dard hona Maspeshiyo mai dard rehna

hrelate.com CFL ki bimari mai tin charan hote hai. Shuruwati Dour: Iss awastha mai vyakti kuch gatividhiyo ko apnakar aur apna sahi tarah se khayl rakh kar thik ho sakta hai. Lekin isme thoda samay lagta hai isliyevyakti ko thoda dharya aur shanty rakhne ki aavashyakta hoti hai. Madhyam Dour: Iss case mai vyakti ko apane CFS ke level ko dekhte huye apni dincharya mai thoda parivartan lane ki jarurat hoti hai. Sath hi raat mai nind ke sath sath din mai jyada sone ki jarurat hoti hai. Aakhri Charan: CFL ke iss charan se pidit vyakti ko bahut sari pareshaniyo ka samna karna padta hai. Isme pidhit mai ekagrata ki kami hona, yaddasht kamjor hona jaise lakshan dikhai dete hai. Aese vyakti bahut hi najuk ho jate hai aur kisi bhi prakar ke shor ko bhi bardasht nahi kar pate hai. CFL na keval vyakti ko bahari roop se kamjor banata hai balki iska asar mastishk aur vyakti ke vyavhar par bhi padta hai. Lekin iss pareshani se bacha ja sakta hai. Cognitive behavioral therapy aur Graded Exercise Therapy ki madad se marij iss bimari se chutkara paa sakta hai.