HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.

Slides:



Advertisements
Similar presentations
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
Advertisements

WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
EK HAKIKAT JEEVAN KI.
ARZ HAI !! Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!! (1) Dimag me Ice factory. (2) Zuban par Sugar factory. (3) Dil me Love factory. Phir life.
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV
NANHI SI JAAN SOCH RAHI THI EK NANHI SI JAAN SOCH RAHI THI EK NANHI SI JAAN BAITHI KHULE AASMAN MEIN BAITHI KHULE AASMAN MEIN JAAOUNGI DHARTI PAR JAAOUNGI.
Daily Lesson Plan Unwan : Kehna Baron ka mano Jamat : Panjam
Ustaad Shaheed Murtaza Mutahhari
CORPORATE BUSINESS PRESENTATION © Copyright
Document Log Sr. No. TopicChange / Updation Change Date Revision No. 1CSAT Session PPTCreatedDec 1, CSAT Action PPT Report Analysis Added Apr 4,
Santa Singh has answered 12 out of the 15 questions correctly and has used all his lifelines except for - "50-50" and "Phone a Friend". Santa Singh.
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
G URU … MOVIE BY MANI RATNAM…. G URU ?? Hindi word which means: A teacher …. Important facts to be noted: Not highly educated. But has his own vision.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
INSTRUCTIONAL LESSON Nazam jaga jaga Pakistan
DOES EMPTINESS MEANS MISSING UR LOVED ONE BADLY!!!!!!!!
HINDI LEARNING CLASSES
Song > Raja, Raja (King Oh King) > Hindi Christian Song
Hindi Learning : Day 2.
HOTELS Common words Enquiry Services Complaints. COMMON WORDS HOTEL- Yes. Its called hotel in hindi too. Room- kamraa Bed- bistar/palang Mattress- gadda.
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Cloves Benefits in Hindi: Anmol Guno Se Bharpur Hai Laung.
HRELATE.COM Hair Fall Treatment in Hindi – Baalo Ka Jhadna Roke.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Acne Scar Removal in Hindi: Chehre Ke Daag Dhabbe Hataye.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
Epsom Salt in Hindi: Swasth ke liye Faydemand Sendha Namak
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Artery Cleansing Food: Aahar Jo Dhamniyo Ko Rakhenge Saaf.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Thumb Pain: Janiye Anguthe ke Dard ka Treatment aur Causes
HRELATE.COM Walking Benefits in Hindi – Acche Swasth Ke Liye Roj Chale.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta.
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
{ General Funny Jokes m.happie.jetlabs.happie.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Healthy Food for Kids: Baccho Ke Liye Sehatmand Aahar
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
HRELATE.COM Home Remedies for Yeast Infection: Iss Sankraman Ke Upaye.
HRELATE.COM Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se Rakhe Sehat Ka Khayal.
HRELATE.COM Onion Juice for Dandruff: Pyaj Ke Ras Se Dur Kare Balo Ki Rusi.
HRELATE.COM Home Remedies for Hives: Paiye Aasan Treatment Ghar Par.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
Secret poetess world Love quotes and poetries
Brief : Shopclues Seller On-Ground Activation
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Satta Matka Tricks Zone tips formula number chart scheme SATTA MATKA, SATTAMATKA, SATTA MATKA 143, SATTA KING, SATTAKING, SATTA MATKA KING, KALYAN MATKA.
RAJYOGA MEDITATION day 7 SECRETS OF GITA & THE “MURLI”
Software engineering Lecturer: Nareena.
SKILLS COMMUNICATION Dr. Divya Assistant Professor of English
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar

Jab bhi ham kisi se pehli bar milne jate hai chahe fir wo shadi ki bat ho, apne boyfriend se milne ki bat ho ya fir kisi interview ki sabse pehle logo kin ajar hamare chehre par padti hai. Yadi chehra sundar, chamakdar ho to har koi ek hi najar mai impress ho jata hai. Aajkal ked or mai to har mahila ho ya purursh apne aap ko sundar dikhane ke liye bahut tarike apnate hai. Lekin kuch log aese bhi hote hai jo din bhar ke kam aur office aur bhagdor ke chalte apne sharir aur sundarta ko samay nahi de pate hai. Aese log apni twacha ki dekhbhal aur chehre ko sundar banane ke liye bajar mai uplabdh kai prakar ki creams aur products ka istemal karte hai. Lekin kya aap inn creams aur products par aankh band karke vishwas kar lete hai? Bajar mai uplabdh products ki madad se twacha kuch samay ke liye to acchi ho jati hai lekin jab log inn products ka istemal karna band karte hai to twacha fir se purani jaisi ho jati hai. Iske alava kuch log aese bhi hote hai jinki twacha bahut najuk hoti hai aur bahar ke products aur creams mai uplabdh kai prakar ke chemicals ki wajeh se twacha par bura asar bhi padta hai. Hamesha ke liye aur prakratik sundarta pane ke liye kuch aese aahar aur face pack bhi hote hai jinka prayog karke twacha ki prakratik rangat nikhari ja sakti hai. Aur inse kisi ki twacha par bura asar bhi nahi padta hai. To aaiye jane aese hi kuch Natural Beauty Tips in Hindi. hrelate.com

Natural Beauty Tips in Hindi: Inn Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar Strawberries Strawberries ek rasbhara phal hai jisme mojud salicylic acid twacha ke liye bahut hi faydemand hota hai. Iska prayog karne se twacha ke daag-dhabbe aur kale nishan se sambandhit pareshaniyo dur ho jati hai. Iska prayog face pack banane mai bhi kiya jata hai jisse twacha aur bhi khubsoorat dikhayi dene lagti hai. Face pack banane ke liye ½ cup strawberries ko masal le, uske bad ism eek chhota nimbu ka ras, 2 chammach shahad aur ½ cup dahi ko milakar paste bana le. Iss prakar bane paste ko apne chehre par lagaye fir chehra sukhne ke bad thande pani se face ko dho le. Ande(Egg) Ande ka prayog log khane mai aur apne balo ko silky aur chamakdar banane mai karte hai. Lekin kya aap jante hai iska prayog chehre ki twacha ko prakratik nikhar lane mai bhi kiya jata hai? Ande ke istemal se twacha komal aur chamakdar banne ke sath-sath gori bhi banti hai.

hrelate.com Iska istemal karne ke liye sabse pehle ande ko fodkar use tab tak fete jab tak isme se jhag hat na jaye. Yadi aapko ande ki badbu se allergy hai to isme tea tree oil ka prayog kar le. Fir iss mishran ko apne chehre par laga le aur sukhne ke bad chehre ko dho le. Aapko chehre par alag hi nikhjar dekhne ko milega. Haldi Ka Prayog Kare Haldi ka prayog bhojan ka color badalne ke sath-sath kai sharir ke swasth aur twacha ki pareshaniyo ko dur karne mai bhi kiya jata hai.Isme antiseptic gun hota hai jisse iska prayog chot lagne, sardi ko dur karne aadi mai bhi kiya jata hai. Iske alava iske prayog se twacha mai bhi nikhar aata hai. Twacha ki rangat badhane ke liye iska kai tarike se istemal kiya jata hai. 1 chammach haldi powder mai 2-3 chammach nimbu ke ras ko milaye aur chehre par laga le. Fir 15 minute bad chehre ko dho le. Aesa karne se chehre ke daag, dhabbe dur hote hai aur prakartik nikhar aata hai. Dhup mai rehne ki wajeh se chehre ka rang kala pad jata hai aur twacha jhulas jati hai. Aese mai haldi, dahi aur besan ko milakar bane paste ko chehre aur pure sharir par lagaye fir thoda samay bad naha le. Isse pure sharir ki twacha mai nikhar aa jata hai.

hrelate.com Dudh Bhi Hai Faydemand Dudh ka prayog karne se bhi twacha mai prakratik nikhar aata hai. Iska istemal karne ke liye 1 chammach dudh aur saman matra mai shahad ko milaye aur chehre par laga le. Fir thoda samay pashchat chehre ko dho le. Coffee Coffee ka prayog sharir ki thakan ko dur karne ke sath-sath twacha dead cells ko hatane aur use komal banane mai bhi kiya jata hai. Isme upasthit antioxidant gun twacha ke chhidra ko dhul aur mitti se bharne se rokane mai madad karte hai. Iska istemal karne ke liye halke garm pani mai coffee ko milaye aur isme Epsom salt ko dale. Fir iss mishran se apne chehre ki twacha ko kuch samay tak ragde. Thoda der bad chehre ko saf pani se dho le. Angur (Grapes) Angur mai ek prakar ka acid hota hai jo ki prakratik exfoliators hota hai. Yeh aapki twacha ko fir se naturally rejuvenates karne mai madad karta hai aur chehre ko sundar banata hai.

hrelate.com Natural Beauty Tips in Hindi: Anya Upay Inhe Bhi Jane Aloe-Vera ka prayog karne se cheha komal aur chamakdar banta hai. Iske liye tree tea oil ke sath aloe-vera ke jel ko milaye aur rojana ise apni twacha par lagaye. Dahi mai mojud prayobetic tatv twacha ko andar se gora karne mai madad karte hai. Iske liye rojana dahi se apne chehre aur sharir ki twacha ki massage kare. Scrub,mrit twacha ko dur kar twacha ko saaf karne mai madad karta hai. Iske liye aap kisi bhi phal se bane scrub ka istemal kar sakte hai. Iske alava kela, papita, avocado aadi phal bhi hai jo ki twacha ko saaf kar unhe gora banane mai madad karte hai. Aese phalo ke bare mai janne ke liye padhe Beauty Tips in Hindi for Glowing Skin. Upar aapne padha Natural Beauty Tips in Hindi. Yadi aap bhi apni twacha mai prakratik nikhar lana chahte hai to diye gaye tariko ko apnaye aur dikhe sundar.