HRELATE.COM Walking Benefits in Hindi – Acche Swasth Ke Liye Roj Chale.

Slides:



Advertisements
Similar presentations
Khush raho!.
Advertisements

WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
EK HAKIKAT JEEVAN KI.
ARZ HAI !! Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!! (1) Dimag me Ice factory. (2) Zuban par Sugar factory. (3) Dil me Love factory. Phir life.
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV
Document Log Sr. No. TopicChange / Updation Change Date Revision No. 1CSAT Session PPTCreatedDec 1, CSAT Action PPT Report Analysis Added Apr 4,
Santa Singh has answered 12 out of the 15 questions correctly and has used all his lifelines except for - "50-50" and "Phone a Friend". Santa Singh.
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
INSTRUCTIONAL LESSON Nazam jaga jaga Pakistan
DOES EMPTINESS MEANS MISSING UR LOVED ONE BADLY!!!!!!!!
HINDI LEARNING CLASSES
Song > Raja, Raja (King Oh King) > Hindi Christian Song
Hindi Learning : Day 2.
HOTELS Common words Enquiry Services Complaints. COMMON WORDS HOTEL- Yes. Its called hotel in hindi too. Room- kamraa Bed- bistar/palang Mattress- gadda.
Hindi learning classes Day - 3. Numbers from 0 to Shunya 1 – Ek 2 – Do 3 – Teen 4 – Chaar 5 – Paanch 6 – Chhuh 7 – Saat 8 – Aath 9 – Nau Numbering.
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Cloves Benefits in Hindi: Anmol Guno Se Bharpur Hai Laung.
HRELATE.COM Hair Fall Treatment in Hindi – Baalo Ka Jhadna Roke.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Acne Scar Removal in Hindi: Chehre Ke Daag Dhabbe Hataye.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
सर्वनाम Pronoun.
Epsom Salt in Hindi: Swasth ke liye Faydemand Sendha Namak
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.
Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Artery Cleansing Food: Aahar Jo Dhamniyo Ko Rakhenge Saaf.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Thumb Pain: Janiye Anguthe ke Dard ka Treatment aur Causes
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta.
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
{ General Funny Jokes m.happie.jetlabs.happie.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Healthy Food for Kids: Baccho Ke Liye Sehatmand Aahar
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
HRELATE.COM Home Remedies for Yeast Infection: Iss Sankraman Ke Upaye.
HRELATE.COM Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se Rakhe Sehat Ka Khayal.
HRELATE.COM Onion Juice for Dandruff: Pyaj Ke Ras Se Dur Kare Balo Ki Rusi.
HRELATE.COM Home Remedies for Hives: Paiye Aasan Treatment Ghar Par.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
Secret poetess world Love quotes and poetries
HINDI LEARNING CLASSES
Brief : Shopclues Seller On-Ground Activation
Hindi learning classes Day 6
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Satta Matka Tricks Zone tips formula number chart scheme SATTA MATKA, SATTAMATKA, SATTA MATKA 143, SATTA KING, SATTAKING, SATTA MATKA KING, KALYAN MATKA.
SKILLS COMMUNICATION Dr. Divya Assistant Professor of English
خنجر تلے Khanjar Talay.
SMS Jokes Post.
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

HRELATE.COM Walking Benefits in Hindi – Acche Swasth Ke Liye Roj Chale

Yeh baat hum sabhi jante hai ki sharir ko swasth aur man ko prasanna rakhne ke liye vyayam behad hi jaruri hai. Par kada vyayam karna thoda muskil hota hai. Yaha tak ki agar kuch vyayamo ko galat tarike se kiya jaye to usse hamare sharir par viprit asar bhi pad sakta hai. lekin ek vyayam aesa hai jise aap badi saralta se kar sakte hai. Roj subah sair karna behad saral aur upyogi vyayam hai. Pratah kaal ki chahalkadmi ka aanand hi kuch aur hai. Rojana chalne ke kai gun aur labh hai. Aur yadi aapne vyayam niyamit suru nahi kiya hai to yeh sachmuch ek behtarin suruwat hai. Aur agar aap pehle se hi kada vyayam kar rahe hai to suvidhajanak mehsus hone par aap ise bhi jari rakh sakte hai. To aaiye jante hai Walking Benefits in Hindi. hrelate.com

Rojana Chalne Se Milte Hai Yeh Swasth Labh Rojana chalne ne sharir mai sara din chusti bani rehti hai. Chalne se sharir ke pratyek ang ki kasrat hoti hai. Swasth accha rehta hai aur chehre par tej rehta hai. Yaha tak ki jin logo ko apne badate wajan ko kam karna hai unke liye to ye kaafi accha vyayam hai. Chalne Ka Sahi Wakt Garmiyo mai lagbhag 4-5 baje aur sardiyo mai 6 baje ka samay bhraman ke liye upyukt hai. Haan jaldi uthne mai suru mai thodi muskil jarur hoti hai. Par fir dhire dhire ham iske aadi ho jate hai aur hame aanand aane lagta hai. Bhraman ke liye hara bhara chetra accha hota hai. Aap agar city mai rehte ho to aapko aas pass aese bagiche bhi mil jayenge jaha jakar aap chahalkadmi kar sakte hain. Subah chalne se hamara sharir nav sfurti se bhar jata hai. Chalna Aasan Hai Chalte samay aapko anya vyayam ki tulna me adhik prayas ki jarurat nahi hoti hai. chalna behad hi aasan hai. Yeh ek aesi gatividhi hai jo koi bhi kar sakta hai.

hrelate.com Apni Kshamta Ke Anurup Chale Kuch log kehte hai ki tej chalne se fayda hota hai. Yahi iske viprit kuch log kehte hai ki dhire chalna jyada faydemand hai. To aapko bata de tej ya dhima yeh aap par nirbhar hai. Aap apni sehat ke hisab se chalne ki gati nirdharit kar sakte hai. Kyoki tez aur dhime dono tarike se chalne par hamare sharir ko fayda milta hai. Haa lekin aap raat ke khane ke baad tahal rahe ho to dhire dhire hi tahale. Chalne Se Milta Hai Aanand Anya vyayam ki tulna me chalne me sabse jayada aanand aata hai. Chalte wakt aap sangit bhi sun sakte hai. Aur yadi aap apne jivan saathi ya fir mitra ko bhi apne sath chalne ke liye bulale to aap ki morning walk behad acchi ho jati hai. Rojana Kitna Chale Din mai kam se kam aadha ghanta chalne ka lakshya banaye. Lekin haa aap dainik dincharya mai jitna chalte hai, uske alawa aapko aadha ghanta chalna jaruri hai. Yadi aapko lagatar 30 minute chalna muskil lag raha hai. To aap minute ka antaral lete huye chale. Chalne ko apne har din ka hissa bana le jaise ki bursh karna aur nahana aapke jivan sheli ka hissa hai.

hrelate.com Aur agar iske bawjud bhi aapko lage ki aadha ghanta jyada hai. To aap 15 min se suruwat kar sakte hai. Apni shamta se kam mehnat karte huye chalne se koi nuksan nahi hai. lekin taklif uthathe huye jabarkasti chalne se paresani ho sakti hai. Aur yeh nirashajank jo sakta hai. Anya Fayde – Inhe Bhi Jane Rojana chalne se sharir ki haddiya majbut hoti hai. Isse atirikt vajan kam karne mai bhi madad milti hai. Isse tanav kam hota hai aur aap fresh bhi mehsus karte hai. Kai tarah ki bimariyo jaise cancer, diabetes hone ka kthara kam ho jata hai. Isme kisi tarah ka jokhim bhi nahi hai. Isme aapko kisi tarah ki chot nahi lagti hai. Mashpesiya majbut hoti hai aur rog pratirodhak shamta badhti hai. Rakt ka sanchar sahi tarah se hota hai. Jisse raktchaap niyantran mai sahayata milti hai. Jo aapke haday ke swasth ke liye behad aavyashak hai.

hrelate.com Takleef Hone Par Chikitsak Se Salah Le Bhraman pe jane se pehle sauch nivarta hona jauri hai. Ritu ke anusar chust kapde pehnna chahiye. Bag aur hari hari ghaash mai nunge pav chalna chahiye. Chalne ke liye subah ka vatavaran hi chune. Iss wakt charo aur shant vatavaran hota hai. Yadi aapko pehle se dil se sambandhit koi bimari hai, jisse chalne mai takleef ho rahi ho. Jaise ki saans ka fulna, sine mai dard ya kisi bhi tarah ki anya samasya aa rahi ho to turant apne chikitsak ki salah le. Anya vyayam ki tulna mai aapko isme kharch karne ki jarurat nahi hoti. Na hi iske liye aapko mehnge sadhan kharidne padenge aur naa hi jute fir intejaar kis baat ka nikal padiye sangeet ki dhun sunte huye rojana subah ki sair par.