HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.

Slides:



Advertisements
Similar presentations
Khush raho!.
Advertisements

WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
EK HAKIKAT JEEVAN KI.
Aa ay mere Hussain understandingaza.com.
Action Plan Name : Rehana Parveen Institute : DA Tooba High School
ARZ HAI !! Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!! (1) Dimag me Ice factory. (2) Zuban par Sugar factory. (3) Dil me Love factory. Phir life.
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV
NANHI SI JAAN SOCH RAHI THI EK NANHI SI JAAN SOCH RAHI THI EK NANHI SI JAAN BAITHI KHULE AASMAN MEIN BAITHI KHULE AASMAN MEIN JAAOUNGI DHARTI PAR JAAOUNGI.
Jay Jay prabhu Yeshu Ki (2x)
CORPORATE BUSINESS PRESENTATION © Copyright
Document Log Sr. No. TopicChange / Updation Change Date Revision No. 1CSAT Session PPTCreatedDec 1, CSAT Action PPT Report Analysis Added Apr 4,
Santa Singh has answered 12 out of the 15 questions correctly and has used all his lifelines except for - "50-50" and "Phone a Friend". Santa Singh.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
G URU … MOVIE BY MANI RATNAM…. G URU ?? Hindi word which means: A teacher …. Important facts to be noted: Not highly educated. But has his own vision.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
DOES EMPTINESS MEANS MISSING UR LOVED ONE BADLY!!!!!!!!
HINDI LEARNING CLASSES
Hindi Learning : Day 2.
HOTELS Common words Enquiry Services Complaints. COMMON WORDS HOTEL- Yes. Its called hotel in hindi too. Room- kamraa Bed- bistar/palang Mattress- gadda.
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Cloves Benefits in Hindi: Anmol Guno Se Bharpur Hai Laung.
HRELATE.COM Hair Fall Treatment in Hindi – Baalo Ka Jhadna Roke.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Acne Scar Removal in Hindi: Chehre Ke Daag Dhabbe Hataye.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
Epsom Salt in Hindi: Swasth ke liye Faydemand Sendha Namak
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.
Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Artery Cleansing Food: Aahar Jo Dhamniyo Ko Rakhenge Saaf.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Thumb Pain: Janiye Anguthe ke Dard ka Treatment aur Causes
HRELATE.COM Walking Benefits in Hindi – Acche Swasth Ke Liye Roj Chale.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta.
Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
{ General Funny Jokes m.happie.jetlabs.happie.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Healthy Food for Kids: Baccho Ke Liye Sehatmand Aahar
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
HRELATE.COM Home Remedies for Yeast Infection: Iss Sankraman Ke Upaye.
HRELATE.COM Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se Rakhe Sehat Ka Khayal.
HRELATE.COM Onion Juice for Dandruff: Pyaj Ke Ras Se Dur Kare Balo Ki Rusi.
HRELATE.COM Home Remedies for Hives: Paiye Aasan Treatment Ghar Par.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
Secret poetess world Love quotes and poetries
Brief : Shopclues Seller On-Ground Activation
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Satta Matka Tricks Zone tips formula number chart scheme SATTA MATKA, SATTAMATKA, SATTA MATKA 143, SATTA KING, SATTAKING, SATTA MATKA KING, KALYAN MATKA.
Software engineering Lecturer: Nareena.
SKILLS COMMUNICATION Dr. Divya Assistant Professor of English
(You are the light of the world)
(We are the light of the world)
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare

Har maa chahti hai ki uska baccha gora lage. Baccho ki twacha bahut komal hoti hai, isliye uski dekhbhaal mai vishesh dhyan dene ki jarurat hoti hai. Baccho ki twacha ko swasth rakhne ka matlab kewal chehre se nahi balki pure sharir ki twacha se hai. Lekin use samajh mai nahi aata hai ki yeh kese kiya jaye. To aaiye jante hai Baby Skin Care Tips in Hindi. Bahut najuk hoti hai baccho ki twacha. Nadani se baccho ko kafi pareshani ho sakti hai. Aise mai aapko chahiye apne chhote se bacche ki twacha ka pura khayal rakhe. Uske nahane ke sabun se lekar, use pehnaye jane wale kapdo tak aapko puri tarah dekhna hoga. Uske lotion aur powder se lekar malish ke liye istemaal kiye jane wale tel tak sab kuch acchi tarah chunana hoga. Baccho ki najuk twacha ko gora aur mulayam banaye rakhne ke liye inn tips ki madad le aur apne bacche ko de ek prakritik roop se nikhar. hrelate.com

Inn 7 Tips ki Madad se Aap Bacche ka Chehra Nikhar Sakte Hai Tip 1:- Halke gungune tel s bacch ke sharir ki malish kare. Malish karne se pehle tel ko janch le ki kahi jyada gunguna na ho jaye. Isse twacha ko pura poshan milta hai aur narmi barkarar rehti hai. Tip 2:- Baccho ko thoda thoda orange juice, apple juice aur grape juice pilaye. Isse uski twacha mai nikhar aayega aur unki twacha komal banegi. Tip 3:- Gulab jal, dudh aur besan ko mila le aur isse bacche ki twacha ko scrub kare. Isse twacha mai glow aayega. Tip 4:- Baccho ko halki dhup dikhaye. Iss bare mai doctor se puch le ki use kis samay dhup dikhana chahiye. Isse bacche ke sharir ko vitamin d milta hai.

hrelate.com Tip 5:- Baccho ko har tarike se sabun se na nehlaye. Use sirf dudh ya gulab jal se hi nehlana chahiye. Agar aisa na kar paye to baby soap ka istemaal kare. Tip 6:- Ek chammach chandan powder le aur usme kuch dudh ki bunde milakar paste bana le. Uss paste mai haldi bhi aadha chammach dal de. Iss pack ko bacche ki body par lagaye. Isse bacche ke sharir par hone wale dane dur ho jayege aur twacha saaf ho jayegi. Tip 7:- Bacche ko kabhi bhi garam pani se nahi nehlana chahiye. Isse bacche ki twacha dry ho jati hai. Gungune pani ka istemaal kare aur ise pani se unko nehlana chahiye taki wo swasth rahe. Bacche ki Twacha Swasth Rakhne ke Anya Nuskhe Nehlate Waqt Dhyan Rakhe:- Janm ke 10 din baad bacche ko halke garam pani se nehla sakte hai. Jese jese baccha bada ho jata hai wah farsh par chalne ki practise karta hai aise mai uski twacha gandi ho jati hai aur aise mai twacha mai sankraman failne ki sambhavna bhi rehti hai. Isliye bacche ko nehlaye, nehlane se pehle sharir ki baby oil se malish jarur kare. Twacha ko humesha nami deti rahe kyuki sabun ki wajah se bacche ki twacha rukhi ho sakti hai. Get Benefits of Cold Showers from here.

hrelate.com Sabun ke Prayog ke Waqt Savdhani Rakhe:- Baccho ko sabun lagane se parhej kare, kyuki iske karan bacche ki twacha par sankraman ho sakta hai. Halaki, kuch baccho ki twacha strong ho sakti hai lekin adhikanshtah baccho ki twacha bahut hi najuk aur sanvedanshil hoti hai. Aise mai sabun mai moujud detergent uski twacha mai khujali aur sankraman paida kar sakte hai. Isliye bacche ko nehlate waqt miled soap ka hi istemaal kare. Twacha ko Rakhe Sukhi:- Bacche ki twacha ko sukhi rakhne ki koshish kare, nahi to diaper rashes ho sakte hai. Diapers badalte samay twacha ko acchi tarah se sukhane ke baad hi dusra diaper bacche ko pehnaye. Agar jaldbaji mai aap aisa karna bhul jati hai to twacha mai reh gayi nami se use bacche ko rashes ho sakte hai jo sankraman ka karan bante hai. Scretch se Bachaye:- Bacche ki twacha ko suraksha ki jarurat hoti hai. Bacche haato ke nakhuno se khud ko scretch laga sakte hai. Isse bachav ke liye uske haato ko baby gloves se pehnakar rakhe. Isse aapka baby anguthe aur ungliyo ko muh mai nahi lega. Isse bacche ko anguthe chabane ki aadat bhi nahi padegi.

hrelate.com Malish ke Waqt Dhyan Rakhe:- Baccho ko malish bahut jaruri hai, baccho ki malish kijiye. Lekin malish ke waqt tel ka chayan karte waqt dhyan rakhe. Bahut jyada sugandhit telo ka istemaal na kare, kyuki kuch sugandho se twacha mai allergy ya khujali ho sakti hai. 1 saal tak ke baccho ko sarson ke tel se malish na kare. Bacche ki twacha bahut najuk hoti hai isliye uspar kisi bhi prakar ka prayog na kare. Yadi aapke bacche ki twacha mai kisi bhi prakar ka sankraman ho gaya hai to aap turant apne doctor se sampark kare.