Healthy Food for Kids: Baccho Ke Liye Sehatmand Aahar

Slides:



Advertisements
Similar presentations
Khush raho!.
Advertisements

WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
EK HAKIKAT JEEVAN KI.
Aa ay mere Hussain understandingaza.com.
ARZ HAI !! Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!! (1) Dimag me Ice factory. (2) Zuban par Sugar factory. (3) Dil me Love factory. Phir life.
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV
Action Plan Miss Zahida sultana The City School gulshan jr d
Action Plan Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d
SYED ZULFIQAR ALI ZAIDI KITAB AUR ISKI AHMIAT. INFORMATION Name:Kitab aur Iski Ahmiat Taleef:Syed Zulfiqar Ali Zaidi Publisher:Al Harmain Publishers Pakistan,
CORPORATE BUSINESS PRESENTATION © Copyright
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
G URU … MOVIE BY MANI RATNAM…. G URU ?? Hindi word which means: A teacher …. Important facts to be noted: Not highly educated. But has his own vision.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
DOES EMPTINESS MEANS MISSING UR LOVED ONE BADLY!!!!!!!!
HINDI LEARNING CLASSES
Hindi Learning : Day 2.
HOTELS Common words Enquiry Services Complaints. COMMON WORDS HOTEL- Yes. Its called hotel in hindi too. Room- kamraa Bed- bistar/palang Mattress- gadda.
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Cloves Benefits in Hindi: Anmol Guno Se Bharpur Hai Laung.
HRELATE.COM Hair Fall Treatment in Hindi – Baalo Ka Jhadna Roke.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Acne Scar Removal in Hindi: Chehre Ke Daag Dhabbe Hataye.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
Epsom Salt in Hindi: Swasth ke liye Faydemand Sendha Namak
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.
Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Artery Cleansing Food: Aahar Jo Dhamniyo Ko Rakhenge Saaf.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Thumb Pain: Janiye Anguthe ke Dard ka Treatment aur Causes
HRELATE.COM Walking Benefits in Hindi – Acche Swasth Ke Liye Roj Chale.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
{ General Funny Jokes m.happie.jetlabs.happie.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
HRELATE.COM Home Remedies for Yeast Infection: Iss Sankraman Ke Upaye.
HRELATE.COM Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se Rakhe Sehat Ka Khayal.
HRELATE.COM Onion Juice for Dandruff: Pyaj Ke Ras Se Dur Kare Balo Ki Rusi.
HRELATE.COM Home Remedies for Hives: Paiye Aasan Treatment Ghar Par.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
Secret poetess world Love quotes and poetries
HINDI LEARNING CLASSES
Brief : Shopclues Seller On-Ground Activation
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Hindi Learning : Day 2.
Satta Matka Tricks Zone tips formula number chart scheme SATTA MATKA, SATTAMATKA, SATTA MATKA 143, SATTA KING, SATTAKING, SATTA MATKA KING, KALYAN MATKA.
Software engineering Lecturer: Nareena.
SKILLS COMMUNICATION Dr. Divya Assistant Professor of English
(You are the light of the world)
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
GIS. GIS MAI DATA SPATIAL DATA NON SPATIAL DATA SPATIAL DATA SANSAR MAI PARTEYAK VASTU KO ADREES DIYA JA SAKTA HAI VAHE SPATIAL DATA KAHLATA HAI NON.
Presentation transcript:

Healthy Food for Kids: Baccho Ke Liye Sehatmand Aahar HRELATE.COM

Badalte wakt ke sath baccho ki khane ko lekar bhi farmaise badalti jaa rahi hai. Unhe ghar mai banne wali sabji roti to bilkul bhi pasand nahi aati hai. Baccho ko bajar mai milne wala fast food jaise Pizza, chocolate, Burger, ice-cream khana accha lagta hai. Lekin iss tarah ki chize khane se unhe sahi tarah ka poshan nahi mil pata hai. Shayad aap nahi jante honge lekin poshak tatvo se bharpur aaharo ki aavyashakta bado se jyada baccho ko hoti hai. Darahsal bachpan ke douran hi sharir ka sahi vikash hota hai. Isliye jaruri hai ki unhe sahi matra mai vitamin, protein aur calcium se bharpur bhojan diya jaye Jisse unka shararik vikas sahi tarah ho sake. Paryapt poshan har bacche ki jarurat hai. Iss ke abhav mai baccho ki haddiya kamjor ho jati hai, ya fir unhe bachpan mai hi kuch bimariya jaise ki motapa hone ka khatra badh jata hai. To aaiye aaj ham aapko batate hai kuch Healthy Food for Kids ke bare mai jinse unki haddiya bhi majbut banegi aur unko sahi matra mai poshak tatva bhi milte rahenge. hrelate.com

. hrelate.com

Inn Healthy Food Se Baccho Ko Banaye Swasth Baccho ke Healthy Food List mai nimn poshak tatwo ko jarur shamil hona chahiye. Jisse we swasth reh sake aur unka sahi se vikash ho sake Sehatmand Banaye Phal aur Sabji Phal aur sabjiya dono hi baccho ke swasth ke liye bahut hi upyogi hote hai. Inme bharpur matra mai fiber, vitamin aur khanij paya jata hai. Jo ki Bachho ke vikash karne ke sath-sath unhe sankramn aur aneko bimariyo se bhi bachata hai. Sabjiyo mai mojud antioxidant cancer aur dil ki bimariyo jaisi khatarnak bimariyo se ladane ki kshamta deta hai. Vitamin Bhi Jaruri Vitamin A: Kya aap jante hai Vitamin A se bharpur bhojan baccho ko dene se unke kuposhan se marne ki aashanka ko 24 fisadi tak kam kiya ja sakta hai. Isliye 5 saal se kam umra ke baccho ke bhojan mai Vitamin A ki bharpur matra honi chahiye. Vitamin A kai khadya padharto mai paya jata hai jaise ki gajar, aalu, gobhi, palak,tamatar aadi mai. Iski kami hone se Ratondhi (Night Blindness)namak rog hone ki aashanka hoti hai. hrelate.com

Vitamin C: Vitamin C ek aesa healthy food hai jo ki baccho ke sharir ke vikash ke liye bahut hi mahatwapura mana jata hai. Isse yukt aahar jaise santara, tamatar, mosammi, aamala aadi baccho ko jarur dena chahiye. Calcium Calcium baccho ke sharir ki haddiyo ko majbut banane ke liye sabse uchit poshak tatva hota hai. Yeh daant aur haddiyo ko majbut banane ke sath sath unke vikash mai bhi sahayak hota hai. Baccho ko khane mai har sabjiyo ke sath dudh (Milk) aur dudh se bane padarth ko awasya shamil karna chahiye. Iron Baccho ko Iron yukt bhojan dene se unke sharir mai khoon ki kami kabhi nahi hoti hai. Iron khoon banane ke sath sath concentration power badane mai bhi sahayak hota hai. Isliye Iron yukt tatwa jaise hari pattedar sabjiya, machhli (fish), anda (egg), maas aadi ko baccho ke aahar mai jarur shamil karna chahiye. hrelate.com

Carbohydrate Aur Vasa Yukt Bhojan Anaj Baccho ke sharir ke vikash ke liye jitni jyada mahatvapurna sabjiya aur Vitamin yukt bhojan hote hai utna hi jyada mahatwa anaj ka bhi hota hai. Baccho ke din bhar ke khadya padartho mai se kam se kam makka, genhu ka aata, chawal jaise padarth shamil hone chahiye. Carbohydrate Aur Vasa Yukt Bhojan Kisi bhi kam ko karne ke liye urja aur calorie ki aawashyakta hoti hai aur iski purti Carbohydrate aur vasa yukt bhojan se hoti hai. Inki kami hone se baccho mai bhook na lagane ki samasya hone lagti hai jisse unke dinbhar ke khane ki matra kam ho jati hai. Isliye Baccho ke sharir ke vikash aur urja ke liye vasa yukt bhojan behad jaruri hai. Anya Bate Inhe Bhi Jane: Bachho ke healthy food habits mai phal jaise Seb, kela, mosammi, santra aadi ko jarur shamil karna chahiye. Baccho ke aahar mai protein yukt bhojan block banane mai sahayak hota hai. Protien yukt bhojan sharir ki sahi tarah se dekhbhal kar unki marammat karne ka bhi kam karta hai. hrelate.com

Acche vikash ke liye din mai 4 se 5 baar khana dena chahiye. Baccho ke khane mai phalo ke juice ko bhi shamil kare. Vitamin B ki kami se Beriberi (Thiamine Deficiency) rog hota ha isliye Vitamin B se bharpur bhojan jaise meet, bread, dudh aur dush se bane anya khadya padartho ko bhi shamil karna chahiye. Apne bhojan mai Iodine yukt namak ka istemaal kare. Iski kami hone se thyroid ki problem ho jati hai. Iski kami se Ghengha rog hota hai aur sharir ka sahi tarah se vikash bhi nahi ho pata hai. Isliye Iodine se bharpur namak hi khane mai diya jana chahiye. Sooraj ki dhoop Vitamin D ka accha strot mana jata hai. Yeh bhi baccho ke vikash ke liye bahut jaruri hoti hai. Subah ke nashte, dopahar ke bhojan aur raat ke khane mai uchit matra mai vitamin aur protein ko shamil karna chahiye. hrelate.com