Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain provider se mil jayega. Main Godaddy se prefer karta hu yaha sabse sasta Domain milta hai. Is website se aap apna khud ka blog chalu kar sakte ho saste me aur bahot paise kama sakte ho.
Blogspacer.com Ab pahale domain kaise le ye dekhenge? Domain name matlab website ka naam, jaise aapka koi naam hai waise hi website ka bhi naam hota hai. Hum domain name kahte hai. Domain name lene ke liye Godaddy me account bana lo. Pahale id banao ye jaruri hai. Aap id kitni bhi bana sakte ho. Godaddy account ke liye bhi ek bana do. Koi bhi nayi id banao aur password yaad rakhna. Ek diary kar lo ya kahipar likh ke rakho ye baar baar kaam me aayega.
Blogspacer.com Ab gmail ya kahi aur pe id banane ke baad Godaddy pe account bana lo. Sign in hone ke baad jo bhi tumhe apne blog ke liye naam dena hai wo search karo. Aap jis topic ke liye blog bana rahe ho usi se related website ka naam bhi rakho taaki logo ko samajhe ki website me kiski jankari hogi. Visit this site for more information:- Blogspacer.comBlogspacer.com direct link to making website