Jawab-e-Shikwa Farhat B. Hashmi D.A.M.H.S. Phase-VII Urdu Class: X
Allam Muhammad Iqbal 1) A great poet and philospher 2) Born on 9th Nov 1877 in Sialkot 3) Received his education from: Govt. College Lahore Lincoln’s Inn England Munich University Germany. 4) Urdu poetry collections Bang-e-Dara(1924) Baal-e-Jibreel(1935) Zarb-e-Kaleem(1936) 5) Died on 21st April 1938.
Bang-e-Dara (Published in 1924) It is a collection of Urdu Poetries in three distinct phases Upto 1905 (Patriotic verses) 1905-1908 (The period stayed in Europe) 1908-1923 (Call Muslims for brotherhood and unity) Shikwa (31 stanzas, 1911) It is a unique example of a complaint to God by Allama Muhammad Iqbal Jawab-e-Shikwa (36 Stanzas, 1913) It is a reply from God to Iqbal’s complaint (shikwa)
MARKAZI KHAYAL Musalmanoun ki baqa ka daromadaar Allah Ta’ala k ehkamat par amal karne mein hai. Musalmanoun ko apne aslaaf k naqsh-e-qadam par chalna hoga aur Islam ki sarbulandi ki khatir qurbani dena hogi. Firqabandi khatam karke dunya bhar k musalmanoun ko ek millat banna hoga. Aye Musalmanoun apni azmat aur zimmedarioun ko pehchanoun aur dunya mein Islami ehkamat aur Rasool (P.B.U.H) ki talimaat ka peghaam aaam kardo.
CONCLUSION Talaba ko Musalmanoun k zawal k asbab se waqfiat hui. Islam k ahkamat par amal, Rasool (P.B.U.H) ki pervi aur apne aslaf k naqsh-e-qadam par chalne ki khwahish paida hui. Talaba mein ittehad ki taqat, apni zimmedarioun ka ehsas aur dunya mein Isam ka peghaam aam karne ka jazba paida hua.