Saaye mein Sayyida ke سائے میں سیّدہ کے
سائے میں سیّدہ کے عزادار رہیں گے Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain
جب ہو گا سوا نیزے پہ خرشید قیامت Jab ho ga sawa nezay pe khursheed qayamat Even when judgment day is upon us

بڑھتا ہی چلا جائے گا شبّیرکا ماتم Barhta hi chala jaye ga Shabbir ka matum This mourning for Shabbir shall only keep increasing
آئے جو غم شہ کے علمدار رہیں گے Aaye jo gham-e-sheh ke alamdar rahain ge The flag bearer for the Imam shall always be alive
سائے میں سیّدہ کے عزادار رہیں گے Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain
ہم قبر میں سو جائیں گے جب بےخبری سے Hum qabr mein so jayain ge jab bekhabri se Even when we finally sleep in our grave in peace
ماتم کے نشان روح میں بیدار رہیں گے Matum ke nishan rooh mein bedar rahain ge The marks of our lamentation shall be visible in our soul
سائے میں سیّدہ کے عزادار رہیں گے Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain
ہر چیز کو دنیا میں فنا ہونا ہے اک دن Har cheez ko dunya mein fana hona hai ik din Everything in this world shall come to an end one day
قایم غم شبّیر کے آثار رہیں گے Qayam gham-e-Shabbir ke aasar rahain ge The signs of Shabbir’s remembrance shall forever survive
سائے میں سیّدہ کے عزادار رہیں گے Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain
جنّت میں اگر مجلس شبّیر نہ ہوگی Jannat mein agar majlis-e-Shabbir na ho gi If in paradise there is no commemoration for Shabbir
ہم اہل عزا خلد سے بیزار رہیں گے Hum ahl-e-aza khuld se bezaar rahain ge Mourners like us shall stay weary of paradise
سائے میں سیّدہ کے عزادار رہیں گے Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain
اک بار ذرا نام علی لے کے تو دیکھو Ik baar zara naam-e Ali le ke to dekho Just once try calling Ali’s name
مشکل میں مددگار وہ ہر بار رہیں گے Mushkil mein madadgar woh har baar rahain ge In your difficulty he will always come to your aid
سائے میں سیّدہ کے عزادار رہیں گے Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain
زینب کا کھلے سر بھرے بازار میں جانا Zainab ka khulay sar bharay bazaar mein jana The going of Zainab through the market without a veil
سجّاد اسی درد سے بیمار رہیں گے Sajjad issi dard se beemar rahain ge Sajjad shall forever be ailing because of it
سائے میں سیّدہ کے عزادار رہیں گے Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain
وہ مشک کا چھدنا وہ سکینہ کا بلکنا Woh mashk ka chhidna woh Sakina ka bilakna The tearing of the water-bag, the crying of Sakina
عبّاس کے سینے پہ سدا وار رہیں گے Abbas ke seenay peh sada waar rahain ge The pain shall forever stay in Abbas’s heart