Daily Lesson Plan Unwan : Kehna Baron ka mano Jamat : Panjam Mazmoon : Urdu Naam : Rehana Parveen Tareekh : 09 July 2011
Background Bache maasoom aur na samaj hote hain. Shaa’er ne talba main ustad aur walidain ka ehteram paida karne ke lie yeh nazm likkhi. Bache ustad ki taqleed zyadah kar te hain. Bache achee ya buri baton ka asar jald qabool karte hain.
Theory Walidain bachon ke lye buhat bari nemat hain. Maan ki godh pehli talimi tarbiyat gah he. Ustad aik acha shehry banata ta he. Naseehatain aur rok tok bachoon ki shakhsiyat ko nikharti hain.
Effects Bachoon main farmabardary ki sifat paida hona roshan mustaqbil ki zamanat
Conclusion: Talba is nazm ko bare zauq-o-shouq se parehinge. Es nazm ke zariye walidain aur ustad ki ahmiyat ko samjhainge. Apne kaam ko behtar andaaz main karne ka jazba paida hoga.
THANK YOU