Download presentation
Presentation is loading. Please wait.
Published byDorcas Fleming Modified over 8 years ago
1
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM
2
Home Remedies for Muscle Pain Manspeshiyo mai dard hone par hum bahut paresahn ho jate hai. Agar yeh dard lambe samay tak rahe to, aage chalkar yeh kisi gambhir bimari ka roop le sakta. Jis ke liye aaiye aaj iss article mai hum aapko batate hai, Home Remedies for Muscle Pain. Manspeshiyo mai dard kisi chhot ya durghanta, manspeshiyo ke atyadhik istemaal, manspeshiyo mai tanav ya chinta ya kuch medical parsthiti ke karan ho sakti hai. Manspeshiyo ke dard ko parkrtik tarike se dur karne ke liye kuch prabhavi gharelu upchar moujud hai. hrelate.com
3
Tel Malish Home Remedies for Muscle Pain baat kare to massage oil ka naam sabse pahle aate hai. Malish se maspeshiya mai blood flow badhta hai jisse maspeshiya mai garmi milti hai. Tatha yeh lactic acid ko dur karta hai, Jabki tel manspeshiyo ko aaram pahuchat hai aur dard mai rahat bhi dilvata hai. Vibbhin prakaar ke tel bazaar mai uplabh hai, manspeshiyo ke dard mai aaram pahuchate hai. hrelate.com
4
Magnesium Salted se Nahaiye Magnesium salted prakritik roop se paya jane vala kahnij hai, jo maspeshiyo ke tissue ki sujan ko kam karta hai tatha manspeshiyo ke dard jese fibromyalgia mai bhi aarm dilate hai. Nahaane ke liye namak ko gungune pani mai mila lijjiye.Tatha isme 1 se 2 cup Epsom salt milaiye tatha iss pani mai 15 se 30 minutes aaram kare.Iss pani se isnana se manpeshiya ka dard mai aaram milta hai. Sharir ka tanav kam hota hai. Iss prakaar vyayam karne ke baad manspeshiyo ke dard ko dur kiya ja sakta hai. hrelate.com
5
Cold Therapy Manspeshiyo ke dard ko dur karne ke liye yeh ek abhut aacha upchar hai. Cold therapy ko cryotherapy kaha jata hai. Jisse iss samasya se rahat pane ke liye chhot ki jagah par ice ko lagaiye. Aksar iska upyog khelkud ke karan hone bale chhot se theek karne ke liye kiya jata hai. Chhot lage huye isthan par ice lagane se uss jagah par rakt ka sanchar accha hota hai. Jisse aapko chhot bahut jadi thkee ho jati hai. Tatha sujan bhi nahi aati hai. hrelate.com
6
Heat Therapy Heat therapy ka upyog moch tatha maspeshiyo mai jakdan ke liye accha upchar hai. Accha hoga ki chhoti moti chhot lagne par heat therapy ka upyog karan bahut faydemnad hota hai, kyoki iss tarike se aapki manspeshiyo mai sujan bhi nahi aati hai. ISke niyamit istemaal se manspeshiya ki jakdan kam hoti hai aur manspeshiya ka tanav kam hota hai. Garmi prabhavit isthan par rakt parisanrchna badh jati hai. hrelate.com
7
Gram aur Thanda Isnaan Bari bari se garm aur thande pani se nahaiye. Isse prabhavit isthan ki rakt pari sanrchana badhti hai. Sujan aur dard kam hota hai thanda pani ke isnaan se dard vala isthan sunn ho jata hai. Aise mai pure sharir ka tanav kam hota hai. Pani me sugandhit tel jese levendar, yuke eucalyptus and Bergamot milane se atirikt labh milta hai. hrelate.com
8
Jadhi Buti ka Lap Kuch jadi but mai anti oxidant aur aaramdayak gun hote hai. Jabki herbal vala thos padarth aapke liye ek aache tarike se kaam karne vale ban sakta hai. Kyoki jel twacha ke andar tak jata hai. hrelate.com
9
Acupressure Acupressure ek scientific padhti se bana hai. Jisme aaram pahuchane ke liye sharir ke vibbhin points par pressure dekar uttejit kiya jata. Yeh manspeshiya ka aaram pahuchne tatha unhe theek karne mai sahayta karta hai. Manspeshiyo ko aaram dekar aur badhe huye androfins se manpeshiya ke dard se trivta aur parkrtik tarike se aaram paya jata hai. To hum bol sakte hai ki, Acupressure ek accha Home Remedies for Muscle Pain hai. hrelate.com
Similar presentations
© 2025 SlidePlayer.com. Inc.
All rights reserved.