Download presentation
Presentation is loading. Please wait.
Published byBritton O’Neal’ Modified over 8 years ago
1
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM
2
Baldness Treatment Pahle ganjepan ki samasya umra ke bade padav par dekhi jati thi. Lekin aaj ke dino mai yeh problem kishoro me bhi dekhne ko mil rahi hai. Khan pan aur jivanshaily ke karan adhik baal jhadne se mahilao aur purusho dono hi ganjepan ka shikar ho rahe hai. hrelate.com
3
Cusses of Baldness Kisi tarah ke masik ghatak bhi baal jhade ka mukhaye karan hota hai. Cancer ke treatment, kis dawao ke sevan karne se, blood circulation me kami hone par, aahi aahar na lene par, saaf safi ka dhyan na rakhne par aadi bahut se karan hote hai jiss se haumare baal jhante hai. hrelate.com
4
Baldness Treatment:- Dana Aur Dhai Ganjepan ke upchar me methi dana bahut faydemand hota hai. Ek raat pahle methi ko pani me bhigo kar rakh de. Fir subah uth kar use pis kar issme dahi mila lijiye. Iss paste ko apne baalo ki jado mai kam se kam 1 ghante ke liye lagiye. Aisa karne se sar ki rusi khatam ho jayegi aur sar ki twacha me nami aayegi. Methi me nicotinic acid aur protein paya jata hai, jo baalo ki jado mai poshan pahuchane ke saath hi baalo ki growth bhi badat hai. hrelate.com
5
Udar ki dal ka Paste Udar ki bina chhilke vali dal ko ubal kar pis lijiye. Fir raat ko sone se pahle iss lep ko baalo ko jado me lagaiye. Kapde gande na ho iske liye sar par towel bhandh le. Aisa lgatar kuch dino tak karne se baal dobar ugne lagte hai aur ganjapan kam ho jata hai. hrelate.com
6
Mulethi aur Kesar Baldness Treatment in Hindi ki baat kare to mulethi ka naam sabse pahle aata hai. Mulethi ko piskar isme thodi matra me dudh aur kesar milakar paste taiyar kar lijiye. Taiya kiye gaye paste raat ko sone se pahle sar mai lag lijiye. Subah uthkar baalo mai halka sa shampoo kar le. Aisa karne se dheere dheer ganjapan dur hoga. hrelate.com
7
Kela Aur nimbu Ek kele ke gude mai nimbu ke ras ko acche se mash kar le. Iss paste ko sar par lagane se baalo ka jhadne ki samsaya kam ho jati hai. Aisa karne jhade huye baal ki jagah par fie se baa lane lagte hai. hrelate.com
8
Pyaz Badi pyaz lekar uske do hisse kar lijiye. Sar ke jis hisse se baal nahi hai vaha par pyaz ko 5 minutes tak ragdiye. Aisa lagatar karne se aapke bala jhadna khatm ho jayenge. Saath hi baal fir se ugne lagenge. hrelate.com
Similar presentations
© 2025 SlidePlayer.com. Inc.
All rights reserved.