Download presentation
Presentation is loading. Please wait.
Published byTamsyn James Modified over 8 years ago
1
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM
2
PCOS (Polycystic ovary syndrome) Aaj kal mahilao me PCOS matlab ki Polycystic ovary syndrome ki samasaya dekhne ko mil rahi hai. Chinta ki baat yeh hai ki kai saalo pahle yeh bimari keval 30 ke upar ki mahilao me hi hoti thi, lekin aaj kal iske ulta hi dekhne ko mil raha hai, yeh bimari mahilao ko bahut kam umar me dekhne ko milti hai. hrelate.com
3
Kya Hai PCOS PCOS tab hota hai, jab sex hormone me imbalance ho jata hai. Hormone me jara sa bhi badlav masik dharm chakra par turant asar dalta hai. Iss condition ki vajah se ovary mai chhota alsar (cyst) bana jata hai. Agar yeh samasya lagatar bani rahti hai to na keval ovary aur fertility par asar padta hai, balki yeh aage chalkar cancer ka roop bhi le leti hai. hrelate.com
4
Symptoms of PCOS Chehre par baal aana Muhase hona Pigmentation Aniyamit roop se mahavari Youn iccha me achanak se kami aana Garbh dharan karne mai mushkil hona hrelate.com
5
Cause of PCOS Galat Kharab Khan Pan Motapa Lifestyle hrelate.com
7
PCOS Treatment Salmon Fish Iss fish me omega 3 fatty acid hota hai, jo ki glycemic index me kam hota hai. Yeh na kewal dil ki bimari balki mahilao mai androgen hormones ko bhi theek karta hai. hrelate.com
8
Salad Hari pattedar sabjiya poshtik hoti hai. Insulin pratirodh PCOS ka ek aam karan hota hai. Isliye apne aahar me salad pattedar sabjiyo ko shamil kihiye. hrelate.com
9
Barley Yeh sabut anaaj glycemic index mai kam hota hai aur low GI insulin ko badane se rokta hai aur PCOS se ladta hai. Isliye rozana apne aahar me barley ko shamil kijiye. hrelate.com
10
Dudh PCOS Treatment ke liye calcium ki bharpur matra lena bahut jaruri hai. Jo mahilaye PCOS se lad rahi hai unhe calcium ki jarurat hoti hai. Calcium ki sahi matra ande ko paripakvata karne mai, andashaye ko viksit karne mai aur haddiya ko majboot banane mai madad karta hai. Isliye har mahilao ko rozana 2 gilaas dudh bina fats ka pina chahiye. hrelate.com
Similar presentations
© 2025 SlidePlayer.com. Inc.
All rights reserved.