Download presentation
Published byJaden Morrow Modified over 11 years ago
1
Jawab-e-Shikwa Farhat B. Hashmi D.A.M.H.S. Phase-VII Urdu Class: X
2
Allam Muhammad Iqbal 1) A great poet and philospher 2) Born on 9th Nov 1877 in Sialkot 3) Received his education from: Govt. College Lahore Lincoln’s Inn England Munich University Germany. 4) Urdu poetry collections Bang-e-Dara(1924) Baal-e-Jibreel(1935) Zarb-e-Kaleem(1936) 5) Died on 21st April 1938.
3
Bang-e-Dara (Published in 1924)
It is a collection of Urdu Poetries in three distinct phases Upto 1905 (Patriotic verses) (The period stayed in Europe) (Call Muslims for brotherhood and unity) Shikwa (31 stanzas, 1911) It is a unique example of a complaint to God by Allama Muhammad Iqbal Jawab-e-Shikwa (36 Stanzas, 1913) It is a reply from God to Iqbal’s complaint (shikwa)
4
MARKAZI KHAYAL Musalmanoun ki baqa ka daromadaar Allah
Ta’ala k ehkamat par amal karne mein hai. Musalmanoun ko apne aslaaf k naqsh-e-qadam par chalna hoga aur Islam ki sarbulandi ki khatir qurbani dena hogi. Firqabandi khatam karke dunya bhar k musalmanoun ko ek millat banna hoga. Aye Musalmanoun apni azmat aur zimmedarioun ko pehchanoun aur dunya mein Islami ehkamat aur Rasool (P.B.U.H) ki talimaat ka peghaam aaam kardo.
5
CONCLUSION Talaba ko Musalmanoun k zawal k asbab se waqfiat hui.
Islam k ahkamat par amal, Rasool (P.B.U.H) ki pervi aur apne aslaf k naqsh-e-qadam par chalne ki khwahish paida hui. Talaba mein ittehad ki taqat, apni zimmedarioun ka ehsas aur dunya mein Isam ka peghaam aam karne ka jazba paida hua.
Similar presentations
© 2024 SlidePlayer.com. Inc.
All rights reserved.